aankh se door na ho dil se utar jaayegaa
vaqt kaa kyaa hai guzarataa hai guzar jaayegaa
------------------------------------------------
apne honton par sajaana chaahta hun
a tujhe main gungunana chaahta hun
------------------------------------------------
kabhi mujh ko saath lekar, kabhi mere saath chal kar
vo badal gaye achanak meri zindagi badal kar
-------------------------------------------------
kya bhala mujhko parakhne ka natija nikla
zakhm-e-dil aap ki nazron se bhi gehra nikla
---------------------------------------------
[Note : inmen se koyi bhi sher mera likha hua nahi hai ]